Posts Tagged ‘Sonu Nigam’

Movie information:

Movie Name: Baabul
Year of release: 2006
Review at URL (link)
Director: Ravi Chopra
Screenplay: Suresh Nair
Story: Dr. Achala Nagar
Dialogue: Ravi Chopra
Producer: B. R. Chopra
Music: Aadesh Shrivastava
Cinematography: Barun Mukherjee
Editor: Godfrey Gonsalves
Art Direction: Keshto Mandal
Choreography: Farah Khan, Remo D’Souza , Vaibhavi Merchant & Rajeev Surti
Lyrics: Sameer
Action: Mahendra Verma
Cast: Amitabh Bachchan, Rani Mukherjee, Salman Khan, Hema Malini, John Abraham, Om Puri
Singers: Amitabh Bachchan, Sonu Nigam, Vishal Dadlani, Aadesh Shrivastava, Ranjit Barot, Kunal Ganjawala, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Kailash Kher, Sudesh Bhosle, Shreya Ghoshal

Movie DVD of Baabul:

Baabul Music – CD Soundtrack:

Baabul Music – Album of MP3:

List of songs (Video + Lyrics):

1. Keh Raha Hai Dil Deewana (link)

2. Har Manzar (link)

3. Gaa Re Maan (link)

4. Bebasi Dard Ka Alaam (link)

5. Baavari Piya Ki (link)

6. Come On Come On (link)

Baabul – Keh Raha Hai Dil Deewana (link)

Lyrics of song “Keh Raha Hai Dil Deewana” from movie “Baabul”:

Keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
Keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
Hum ishq mein mar jaayenge
Kuch bhi sanam kar jaayenge
Chhodenge na daaman yaar ka
Wada raha wada raha wada raha pyar ka – 2

Keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam

Dooriyan na ab zara ho jaana
Saanson ke darmiyaan
Chhedti hai dhadkano ko pal pal
Mausam ki narmiyaan

To aaja chaahaton ki shabnam pi le
Lamhon mein sadiyon ko ji le

Keh raha hai pal suhaana jaane jaa khaake sanam

Tu khayaalon ke hansi saaye mein rehta hai raat din
Kuch nahi hai zindagaani meri, ab tanhaa tere bin

To aaja janmo ka bandhan jode
Thaam ke baahen na chhode

Keh rahaa hai har fasaana jaane jaa khaake kasam
Keh rahaa hai dil deewana jaane jaa khaake kasam
Hum ishq mein mar jaayenge
Kuch bhi sanam kar jaayenge

Chhodenge na daaman yaar ka
Wada raha
Wada raha
Wada raha pyaar ka
Wada raha
Wada raha
Wada raha pyaar ka…
————–

Movie information:

Movie Name: Baabul
Year of release: 2006
Review at URL (link)
Director: Ravi Chopra
Screenplay: Suresh Nair
Story: Dr. Achala Nagar
Dialogue: Ravi Chopra
Producer: B. R. Chopra
Music: Aadesh Shrivastava
Cinematography: Barun Mukherjee
Editor: Godfrey Gonsalves
Art Direction: Keshto Mandal
Choreography: Farah Khan, Remo D’Souza , Vaibhavi Merchant & Rajeev Surti
Lyrics: Sameer
Action: Mahendra Verma
Cast: Amitabh Bachchan, Rani Mukherjee, Salman Khan, Hema Malini, John Abraham, Om Puri
Singers: Shreya Ghoshal and Sonu Nigam

Baabul – Baavari Piya Ki (link)

Lyrics of song “Baawari Piya Ki” from movie “Baabul”:

baavari piya ki – 6
kaase kahe jaake peer jiyaaki
baavari piyaa ki – 2

piyu rang man ki chunar rangaai – 2
piyu piyu rath ke piyu mein samaai

ban gayi chhaayaa – 2
chhal baliyaa ki
baavari piyaa ki – 4

itha utha dekhe panth nihaare – 2
har din palchhin naam pukaare
sud nahin bisare – 3
man basiyaa ki
baavari piyaa ki – 4
kaase kahe jake peer jiyaaki
baavari piyaa ki – 6
————

Movie information:

Movie Name: Baabul
Year of release: 2006
Review at URL (link)
Director: Ravi Chopra
Screenplay: Suresh Nair
Story: Dr. Achala Nagar
Dialogue: Ravi Chopra
Producer: B. R. Chopra
Music: Aadesh Shrivastava
Cinematography: Barun Mukherjee
Editor: Godfrey Gonsalves
Art Direction: Keshto Mandal
Choreography: Farah Khan, Remo D’Souza , Vaibhavi Merchant & Rajeev Surti
Lyrics: Sameer
Action: Mahendra Verma
Cast: Amitabh Bachchan, Rani Mukherjee, Salman Khan, Hema Malini, John Abraham, Om Puri
Singers: Sonu Nigam

Bad Behavior has blocked 132 access attempts in the last 7 days.