Movie Name: Namastey London
Year released: 2007
Directed by: Vipul Amrutlal Shah
Produced by: Vipul Amrutlal Shah
Music by: Himesh Reshammiya
Sung by: RDB, Himesh Reshammiya, Rahat Fateh Ali Khan, Krishna Beura
Actors: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Rishi Kapoor, Upen Patel
Lyrics: Javed Akhtar
Lyrics of song “Aanan Fanan” from movie “Namastey London”:
annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
(annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya) – 2
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
yeh jaanemaan huwa kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
teri mohabbat hi
meri parastish hai
meri tu ho jaaye
meri yeh koshish hai
sun le meri tamanna
tumhe meri hi baana
aye meri neelam pari
dekh meri yeh baahein
dekh le yeh nigaahein
hai kitni pyaar bhari
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
dil jise dhoondhe hai
tu wohi dilkash hai
dil jise maange hain
tu wohi mehmash hai
tujko ek din hain pana
dil ka yeh hain tarana
har subah har shaam hai
tujko hi yaaad karna
teri hi baat karna
mera yehi kaam hai
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya
——————-
Information about movie:
Year released: 2007
Directed by: Vipul Amrutlal Shah
Produced by: Vipul Amrutlal Shah
Music by: Himesh Reshammiya
Sung by: Jayesh Gandhi , Akriti Kakkar
Actors: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Rishi Kapoor, Upen Patel
Lyrics: Javed Akhtar
Tera Banega Woh Jo, Tera Nahi Hai
Aye Dil Bata Kyun Tujko, Itna Yakin Hai
Mere Dil-e-beqkaar
Haan Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Haay
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Khwaabon Mein Koyi Kyun Hai Yuun Rehta
Aye Dil Tu Kyun Mujhe Hain Yeh Kehta
Woh Mera Rasta Bhi Hai, Aur Woh Hi Manzil
Woh Mera Sagar Bhi Hai, Aur Woh Hi Saahil
Kaisi Bata Yeh Betaabiyaan Hain
Hum Chalte Chalte Aye Kahaan Hain
Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Haay
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Sunta Hoon Mein Teri Yeh Dastaan
Simmte Ki Ek Din To Yeh Dooriyaan
Pal Mere Tum Mein Dil Koyi Nahi Hai
Tere Zidd Mein Aye Dil Sadd Afreen Hai
Kyun Yeh Junoon Hai, Kya Zustju Hai
Aakhir Tujhe Kyun, Yeh Aarzoo Hai
Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Haay
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
Mere Dil-e-beqkaar
Yahi Hota Pyaar Hai Kya
————-
Information about movie:
Year released: 2007
Directed by: Vipul Amrutlal Shah
Produced by: Vipul Amrutlal Shah
Music by: Himesh Reshammiya
Sung by: Himesh Reshammiya , Sunidhi Chauhan
Actors: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Rishi Kapoor, Upen Patel
Lyrics: Javed Akhtar