Movie Name: Namastey London
Year released: 2007
Directed by: Vipul Amrutlal Shah
Produced by: Vipul Amrutlal Shah
Music by: Himesh Reshammiya
Sung by: RDB, Himesh Reshammiya, Rahat Fateh Ali Khan, Krishna Beura
Actors: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Rishi Kapoor, Upen Patel
Lyrics: Javed Akhtar
Lyrics of song “Aanan Fanan” from movie “Namastey London”:
annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kehta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
(annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya) – 2
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
yeh jaanemaan huwa kya se kya
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
teri mohabbat hi
meri parastish hai
meri tu ho jaaye
meri yeh koshish hai
sun le meri tamanna
tumhe meri hi baana
aye meri neelam pari
dekh meri yeh baahein
dekh le yeh nigaahein
hai kitni pyaar bhari
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chaahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
dil jise dhoondhe hai
tu wohi dilkash hai
dil jise maange hain
tu wohi mehmash hai
tujko ek din hain pana
dil ka yeh hain tarana
har subah har shaam hai
tujko hi yaaad karna
teri hi baat karna
mera yehi kaam hai
dhadka dhadka dhadka sa dil
kheta hai yeh fasaana
tadpa tadpa tadpa sa dil
chahe tere pass aana
annan faanan huwa kya se kya
main jaanemaan huwa kya se kya
——————-
Information about movie:
Year released: 2007
Directed by: Vipul Amrutlal Shah
Produced by: Vipul Amrutlal Shah
Music by: Himesh Reshammiya
Sung by: Jayesh Gandhi , Akriti Kakkar
Actors: Akshay Kumar, Katrina Kaif, Rishi Kapoor, Upen Patel
Lyrics: Javed Akhtar