Lyrics of song “Roothe Rab Ko Manana Aasaan hain” from movie “Majboor”:
mai logon ke pyaar ke kisse sunke hansta rahta tha
tum sang aankh ladi to main jaane
shaayar sach kahta tha
roothe rab ko manana aasaan hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
ho roothe rab ko manana aasaan hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
soone ghar ko basaana aasaan hai
aasaan hai
aasaan hai
soone dil ko sajaana mushqil hai
soone dil ko sajaana mushqil hai
roothe rab ko manana aasaan hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
ho sakta hai todke koyi
jod le koyi khilona
jod le koyi khilona
is mitti se yaaron paida ho sakta hai sona
mitti se yaaron paida ho sakta hai sona
ujde baagh lagaana asaan hai
ujde baagh lagaana asaan hai
toote phool khilaana mushqil hai
toote phool khilaana mushqil hai
roothe rab ko manana aasaan hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
maaf karo gussa chodo
main haara tum jeeti
main haara tum jeeti
tum bin ik din aise beeta jaise umariyaa beeti
sab kuch bhool jaana aasaan hai
sab kuch bhool jaana aasaan hai
teri yaad ko bhulaana mushqil hai
teri yaad ko bhulaana mushqil hai
roothe rab ko manana aasaan hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
roothe yaar ko manaana mushqil hai
————————
Movie information:
Name: Majboor
Year of release: 1974
Producer: Premji
Director: Ravi Tandon
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Starring: Amitabh Bachchan, Pran, Farida Jalal, Parveen Babi
Lyrics: Javed Akhtar
Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle