Video of song on Youtube (link)
Lyrics of song “Thoda Thoda Pyaar” from movie “Love Aaj Kal”:
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re
la la la la la… ho gayi re
?? tussi bhi gaao na
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
kudi hoyi mutiyaar, aayi roop ki bahaar
chhaya saaj shingaar, chhad nikali bajaar
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
aaha aaha aaha aaha aaha………
munde huye pareshaan, dekh roop ki dukaan
bole bhaari hai samaan, ?? makaan
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
dekhe mujhako woh aane bahaane, pichhe aaye gali naapata
munda hai woh ya jhonka hawa ka, kya pata
yuun lage har ghadi har jagah woh, mujhako rahe dhundata
munda hai woh ya jhonka hawa ka, kya pata
ho pichha bhi na chhode mera, chuppi bhi na tode
keh bhi na paaye dilwaali o sawaali mere dil ka
mere dil ka huwa aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya – (2)
shaava aaha shaava aaha
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
ek gabaru jawaan kaisa huwa beimaan
???
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
jaane kaise hai usake iraade, main na jaanu woh kya chaahata
dhunde usaki nigaahein kya mujhamein kya pata
sochu keh du badan pe tu mere yuun chhuri si najr na chala
dhunde usaki nigaahein kya mujhamein kya pata
o o o ektak dekhe mujhe thandi saans leke
parda ho jaise rakhwaali mere dil ka
mere dil ka huwa aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya – (2)
shaava aaha shaava aaha
la la la la la… ho gayi re, baithe baithe baithe baithe ho gai re-2
Name of movie: Love Aaj Kal
Review at this link.
Year of release: 2009
Director: Imtiaz Ali
Producer: Saif Ali Khan
Music: Pritam Chakraborty
Cinematography: Natarajan Subramaniam
Lyrics: Irshad Kamil
Starring: Saif Ali Khan, Deepika Padukone, Neetu Singh, Rishi Kapoor, Giselli Monteiro
Singer: Sunidhi Chauhan
