Video of song on Youtube (link)
Lyrics of song “Are Re Are” from movie “Dil To Pagal Hai”:
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
Haath mera thaam lo saath jab tak ho
Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho
Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Naam kya hai kya kahein dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko
Aise lagta hai kisine chhoo liya humko
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
Tum chale jaao zara hum sambhal jaayein
Dhadkanein dil ki sahi naam cahl jaayein
Waqt ke aage kahin na hum nikal jaayein
Arre re arre ye kya hua koi na pehchaana
Hum mein tum mein kuchh to hai kuchh nahin hai kya
Aur kuchh ho jaaye to kuchh yakeen hai kya
Dekh lo ye dil jahaan tha ye wahin hai kya
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
lalalalala…..
—————
Movie information:
Name of movie: Dil To Pagal Hain
Year of release: 1997
Directed by: Yash Chopra
Produced by: Yash Chopra
Written by: Tanuja Chandra, Aditya Chopra, Pamela Chopra, Yash Chopra
Starring: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar
Music by: Uttam Singh
Cinematography: Manmohan Singh
Editing by: V.V. Karnik
Lyricist: Anand Bakshi
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
