Jaane Tu Ya Jaane Na – Tu Bole Main Boloon (link)
Lyrics of song “Tu Bole Main Boloon” from movie “Jaane Tu Ya Jaane Na”:
Tu Bole Glass Adha Khaali,
Mein Boloon Adha Bhara
Mein Boloon Kithna Saara,
Tu Bole Zara Zara
Mein Boloon Din Hai To,
Tu Bole Raath Nahin
Baath To Wahin Hai Na,
Bas Wahin Baath Nahin
Baath To Hai Bas Yahin Hai,
Meri Baath Hai Bas
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na
Tu Soche Yeh Zindagi Yeh Na Badlegi Kabhi
Mein Sochoon Sab Badaltha Hai, Yeh Na Badle Kabhi
Mein Socho Sirf Tu, Mera Koi Aur Nahin
Tu Soche Mein Hoon Tera, Bas Tera Koi Aur Nahin
Koi Aur Ho Ya Na Ho, Tu Hai Bas Mein Hoon
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na
Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na
Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na
Movie information:
Movie Name: Jaane Tu Ya Jaane Na
Year of release: 2008
Director: Abbas Tyrewala
Producer: Aamir Khan, Mansoor Khan
Writer: Abbas Tyrewala
Cast: Imran Khan, Genelia D’Souza, Prateek Babbar, Anuradha Patel, Jayant Kripalani, Ratna Pathak Shah, Naseeruddin Shah, Kitu Gidwani, Rajat Kapoor, Arbaaz Khan, Sohail Khan, Paresh Rawal
Music Director: A R Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Singer: A. R. Rahman
